Saturday, January 10, 2009

Aqal walon kay muqaddar

Aqal walon kay muqaddar main ye zoq-e-junoon kahan Faraz....
Ye ISHQ walay... hi hain jo har cheez lootaa detay hain.....
---------------------------------
ye wafa un dinooun ki baat hay faraz
jab makaan kachay aur loog suchaay howa kertay thaay
---------------------------------
in barishoun say dostee achee nahin faraz
kachaa hay tera makan kuch tu kheyaaal ker
---------------------------------
Har jurm meri zaat sa mansoob hua ha mohsin
Kiya meray siwa shehar main masoom hain saray?
---------------------------------
Bhool jana bhe kiya zaroori ha
Yad ana bhe kiya zaroori ha
Tu jo kehta ha such hi kehta ha
Qasmain khana bhe kiya zaroori ha
Roth jana tumhari adat ha
Phir bahana banana bhe kiya zaroori ha
Teri mehfil main ghayal bethay hain
Mera ana bhe kiya zaroori ha
Sub he kehtay hain ISHQ ha aathish
Azmana bhe kiya zaroori ha
Kitni ulfat ha humain tuj sa
Ye batana bhe kiya zaroori ha????

No comments: