Monday, November 8, 2010

Dayar-e-ishaq mian Apna maqam peda kar

Dayar-e-ishaq mian Apna maqam peda kar
Nia zaman niay subha wa shaam peda kar

Khuda ager dil-e-Fitrat Shanass day tujh ko
Skoot lala-wa-gul say kalam pedaa ker

Uthaa na sheshaa gran-e-frang kay ahsaan
Sfaal-e-hind say menaa wo jam peda ker

Man shaakh taak houn meri ghazal hay mera samara
Mray sammer sy may lala faaam pedaa ker

Meraa tareeq ameree nahin  faqeree hay
Khudee na bech ghareebi mian naam peda ker
                                                  allama Iqbal 

“Ye khazi ye terey purisraar bandey


“Ye khazi ye terey purisraar bandey
Jinhain tu nay bakhsha hai zoq-e-khudia..

Dou neem inn ki thokar say sehra-o-darya
Simmat ker paharr inn ki haibat say rai..

Dou Alam say beyana kerti hai dil ko
Ajab cheez hai lazzat-e-aashnai..

Shahadat hai matloob-o-maqsood-e-Momin
Na maal-e-ghaneemat, na kishwar kushai..”

Har ke dar aafaaq gardad bu-Turaab…

“Har ke dar aafaaq gardad bu-Turaab…
Baaz gardaanad ze maghrib aaftaab”…
                                     Allama Iqbal 

Allama Iqbal


O wave! Plunge headlong into the dark seas…
& change thyself with many a twist & turn…
Thou wast not born for tile solace of the shore…
Arise, Untamed & find a path for thyself…